मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
मेरा सनम मुझसे जुदा हुआ है
लगता है मुझसे ख़फा खुदा हुआ है
घिर घिर काले बदल आते है
लगे बरखा का राज शुरू हुआ है
अब भाता नही चिढ़या का संगीत
मन मेरा यूह बेचैन हुआ है
आजा पिया लगाले गले
तेरे बीन सुना संसार हुआ है
नीली छतरी वाले की अजब है रीत
दिलो का बंधन अनमोल दिया है
ताना बना मिलाया इस कदर
सोचने वाला अभी भी सोच रहा है
मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
मुझसे ज़रूर ख़फा खुदा हुआ है






April 25th, 2007 at 4:33 pm
Samajh paoge nahi, reet duniya ki nirali hai,
Kabhi mehfil yahan saji, kabhi jeewan ye khali hai,
Kabhi apna lage koi, kabhi jag hi begaana ho,
Kabhi tanhai ke mele, kabhi har din diwali hai.
April 25th, 2007 at 5:55 pm
ख़ूब कहा आप ने दुनिया के रीत ही निराली है
एक तरफ़ काली गथा दूजी तरफ़ सिर्फ़ हरियाली है
कही है मीलो टपता सूखा रगिस्तान विशाल
तो कही घने जंगल के बीच भी आबादी है
April 27th, 2007 at 7:57 pm
I LUV U BETA………. GOD IS GREAT AND HE IS GOOD TO ALL. JUST BELEIVE IN YOURSELF AND I M JUST AWAY FROM YOU FOR GOOD. U KNOW… TAKE CARE OF YOURSELF…. AND I LUV U.
April 27th, 2007 at 8:00 pm
hmm … sahi kaha aap ne … God is Gr8!!
i miss u though! and am waiting to see u soon!
Love u too!!
April 29th, 2007 at 9:16 pm
Aisi achi shayari pad ke to sirf yahi kahna chahta hu ki “Choro ye mass communication ka course, poetry ko hi apna profession banao”..
April 29th, 2007 at 9:25 pm
Aap ko aisa lagta hai hi hamari yeh Hobby profession ban sakta hai … jaan ki kuchi hui.. aap ka shukriya!!
September 10th, 2007 at 9:24 am
Nice Msg Yaar……………………………..Bahot Accha Laga………THNX
September 10th, 2007 at 9:26 am
Jist hum apna mante hain……..wahi hame dhokha de deta hai..maine bhi kisi ko apna mana tha…..jaan se pyara mana tha………….lekin vo ………………………………mughe nafrat hai……us se aur mughe PYAR se nafrat hai…………………
September 23rd, 2007 at 11:14 am
Pyaar se bhala nafrat kaise ho sakti hai … dost!
yeh to insaan ki fitrat hai …. jo jee main aata hai wo kerta hai .. wo sochta hai … wohi kaheta hai.
October 18th, 2007 at 11:30 am
pyar to pyar hai
kabhi bhi aane wala bhukhar hai
bus disprin khane ki der hai
ekdum sath chodane wala yaar hai
October 18th, 2007 at 11:33 am
hai agar tujhe main dum to dunia ko bhula de
apne pyar ko dunia ko dekha de
warna halat ho jayegi majnu jaise
majnu ne to pathar khya tujhe jute naseb honga
love u sirf jaban se
October 18th, 2007 at 11:34 am
pyaarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
jhutaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
wadejhuteeeeeeeeeeeee
October 18th, 2007 at 6:15 pm
Dear lokhandwala
Pyaar kabhi bhi jhutha nahi hota
yeh to pyaar kerne wali ke feethrat hoti hai ki wo khud pyaar ko kaise nibhaye. aur haan pyaar me koi zabardasti nahi hoti. yeh bhi jaruri nahi ki jisse aap pyaar vkare wo bhi aap ne pyaar kare. pyaar ko dish dena buzdili hogi.
December 4th, 2007 at 3:06 pm
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
December 4th, 2007 at 3:08 pm
aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
December 4th, 2007 at 3:09 pm
Sada khush rakhna mere khuda usko,
tere farishtay b dien dua usko.
Dien usko uski chahat se ziada,
Maange qatra to mile DARIYA usko
December 4th, 2007 at 3:09 pm
Har khushi dil ke kareeb nahi hoti,
zindgi gum se door nahi hoti.
Sanjokar rakhna ye dosti humari,
ye dosti har kisi ko naseeb nahi hoti.
December 4th, 2007 at 3:10 pm
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,
wo dua kya karu jisme asar hi na ho.
Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,
kya pata agle pal meri umar hi na ho.
December 4th, 2007 at 3:11 pm
Samne ho Manzil to Rasta na Modna,
Jo Mann me ho wo Khwab na Todna.
Har Kadam pe Milegi Kamyabi Aapko,
Bus Sitare Chhunney ke liye Kabhi zamin na Chhodna.
December 4th, 2007 at 3:14 pm
Ghum me mohabbat ko bhula naa dena,
mere pyaar ko yu mita naa dena.
Deewanoon se bhi zyada karta hoon mohabbat,
gair keh ke mujhe thukra naa dena.
December 4th, 2007 at 3:16 pm
Judai aapki rulati rahegi,
Yaad aapki aati rahegi,
Palpal jaan jati rahegi.
Jab tak hai is jism me jaan,
Har saans rishte nibhati rahegi…
December 4th, 2007 at 3:17 pm
Kbhi sochte h ek GULAB bhej de,
Kbhi chahte h pura BAAG bhej de,
ja Rhe ho agar Aap sone ko to Dil krta h,
Apki PALKO me ek PYARA SA KHWAB bhej de..Gud Nite
December 4th, 2007 at 3:19 pm
Teri baaten hi sunane aaye
Dost bhi dil hi dukhane aaye
Phool khilte hai to hum sochte hai
Tere aane ke zamane aaye
Ab to rone se bhi dil dukhta hai
Shayad ab hosh thikane aaye
December 4th, 2007 at 3:21 pm
Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya.
Wo jo kehte ki bhul na jana hume,
Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya…….
June 13th, 2008 at 6:50 am
Palke utha ke nazre jhukati hai.
Zindagi meri mujhse yu sharmati hai.
Ankh milcholi jaise mohabbat uski
Kabhi chupti to kabhi nazar aati hai.