Collection of Sher on Ankhen
झुकी नज़रो से जो वो देखती है
जूकी पलखो से इशारे करती है
निगाह डालना न उनकी आँखो में
निगाहे आप की उखा कत्ल करती है
*
jhuki nazro se jo wo dekhti hai
jhuki palkho se ishare karti hai
nigah daalna na unki ankho mein
nigahe aap ki ukha katl karti hai
****
तरसती इन आँखों में आज प्यास अजब है
सुखी इन निगाओं में कोई राज़ दफ़न है
चूम लूँ यह नज़रे तेरी, ओ मेरे सनम
इन्ही आँखों में मेरी मोहब्बत दफ़न है
*
tarasti in ankhon mein aaj pyaas ajab hai
sukhi in nighaon mein koi raaz dafan hai
chum lun yeh nazre teri, o mere sanam
inhi ankhon mein meri mohabbat dafan hai
****
तेरी आँखों से पीते है तेरी लिए जीते है
मोहब्बत के हर पल फूलो से सीते है
आये है एतबार करने आज निगाओ से तेरी
इंतेज़ार है तेरा तेरे हुस्न के दीवाने है
*
teri ankhon se peete hai teri liye jeete hai
mohabbat ke har pal phoolo se seete hai
aaye hai etbar karne aaj nighao se teri
intezar hai tera tere husn ke deewane hai
_________________________________________________________________________








May 22nd, 2008 at 3:39 am
” taire nazron ne pheri hain iss kder nazren mujse,
jaise kabhee dekha hee na hoo pyar bher kr mujko,
maire palkon pe to ruka hai aaj bhee savan ka katra,
ek bar jo nazar bher ke dekh le to baras jaye vo tujpe…”
“Hi tosha, so beautiful “
May 23rd, 2008 at 10:07 am
Thanx a lot Seema Ji