Aaye Hai Dil se Dil Milane
*pic by Tosha*
जी राहे है तेरी यादों के सहारे
जी राहे है उन मीठी बातों के सहारे
वो तेरा मन बहलना और मानना
हम जी राहे है तेरे वादों के सहारे
मोहब्बत की वादियो मे समन
हम आए है दिल से दिल मिलने
***
Jee rahe hai teri yaadon ke sahare
Jee rahe hai un mithi baton ke sahare
wo tera man bahalana aur manana
hum jee rahe hai tere waadon ke sahare
mohabbat ki wadiyo me saman
hum aaye hai dil se dil milane
_________________________________________________________________________








May 7th, 2008 at 4:07 am
“taire yaden hee to hain , jo palpalke tanhayeeon ko dur kerteen hain,
taire bateyn hee to hain, jo andhere mey bhee nure kerteen hain,
ai khuda, kabhee bevfaa na kernaa maire us sanam ko,
jinke vadye vfaa hee to hain, jo jeeney ko mujhe mjbur kertee hain……….’
Hi very well written, and ya pic of beautiful flowers are really eye catching.
Regards
May 7th, 2008 at 4:25 am
Nice Post !
Use a Hindi social bookmarking widget like PrachaarThis to let your users easily bookmark their favourite blog posts on Indian bookmarking services.
May 7th, 2008 at 9:30 am
“tujh se behetar to hain teri yaadein
tumhari tarah nahi hai wo mujhe tadpati
tum aakar chale jate ho, par wo nahi jati.
saath mera hai deti har pal
dhandhas mujhe bandhati hai
kal fir tum aogi milne, aasha nayi jagati hai”
Nice one Tosha !! good job !!
October 17th, 2008 at 9:19 am
mohabbat ki wadiyo me saman
hum aaye hai dil se dil milane