~ घर आजा तू सजना ~

बिना तारे
का जीवन गुज़रे
तेरी याद सताए बलमा
ना जो तू पास हमारे
तो य दिल पुकारे
घर आजा सजना
ये पियसे नयन
इटलता मेरा मन
बैठी हूँ नादय किनारे
महेकता चमन
करे याद तेरा वतन
घर आजा सजना
उल्फ़त के दिन गुज़ारे
तू जो था साथ हमारे
कहे ये ज़ुल्म तूने किया
ज़िंदा हूँ इस आस के सहारे
वापस आएगा तू पास हमारे
ना बुझा उमीध का ये दिया
घर आजा तू सजना|
_________________________________________________________________________







May 29th, 2007 at 4:50 pm
Bina Tare
Ka jiwan guzare
teri yaad sataye balma
Na jo tu paas hamare
Tho yh dil pukare
Ghar aaja sajna
Yhe piyase nayan
Ithlata mera mn
Baithi hun nadya kinare
mahekta chaman
kare yaad tera watan
Ghar aaja Sajna
Ulfat ke din guzaare
Thu jo tha saath hamare
Kahe yhe zulm tune kiya
Zinda hun is aas ke sahare
Wapas aayega thu paas hamare
na bujha umeedh ka yhe diya
ghar aaja tu sajna|
May 29th, 2007 at 6:28 pm
साजन जो गया, याद छोड्र गया
पर वापस आयेगा साजना
तेरी विशाल प्रीत को, तेरी रीत को
कैसे ठुकरा पायेगा साजना
तेरे प्रेम शीतलता, तेरे प्रेमरस
न भुला पाएगा साजना
साजन तेरा दूर, वो परदेस
पर वापस आयेगा साजना
May 29th, 2007 at 6:36 pm
हिन्दी कविता एवं खड्री बोली कविता में थोङा अतंर होता है और मेरी कविता हिन्दी में है |
May 29th, 2007 at 6:43 pm
u wrote good !
May 29th, 2007 at 7:07 pm
Thanx ikShayar Ji!!
Kash jindi sajna ke milne tak aur sajna ko palene tak hi seemit hoti … yeh riti ziwaz bandhan ban aade na aate.
Thanx aap ke jawab ne dil chu liya!!
May 30th, 2007 at 7:28 am
…
…
Zindagi means a lot and these things are also part of it. If there are not such hurdles then there wont be Zindagi either !!!
BTW, call me ikShayar only!
May 30th, 2007 at 10:40 am
Ji edit ker diya!!
baat aap ki sahi hai … if there r no hurdles thenthere will be no life either … magar kisi ek ko apna banane ki liye kisi ek apne ko khona pade … yeh aat acchi se nahi lagti.
apne to apne hote hai … apne pass sada q nahi rahe sakte.
June 19th, 2007 at 6:27 am
क्या हाल हैं आपके, काफी दिनों से कोई कविता नहीं की आपने यहां ?
June 26th, 2007 at 3:04 pm
kis ko kya bataayen ki kitne majboor hain hum,
chaha tha bas ek tumko aur tumse hi bahut
door hai hum
fir bhi koi shikwaa nahi hain tum se
gair to gair rahe, apno se bhi bahut
door hain hum…..
Gum na kar-e-dil, jo tujhe unki rehgujar nahi milti
Mayus na ho sabhal zaraa jo teri manzil nahi milti,
tere armaan lute hai to lutne de,
har jagaha duniyaa itni sangdil nahi milti
July 17th, 2007 at 7:31 am
very good thosa. aap ek sacche premi hai.
July 17th, 2007 at 9:50 am
Darshna … Ji!!
Thanx a lot. baat premi hone na hone ki nahi hai baat hoti hai … ki aap apne dil ke aawaz ko sune aur usse … usi andaz main likh sake.
baat wo hoti hai ki … aap sidhi sadhi aur saral bhasha main sab kuch kahe de.
Thanx once again
July 17th, 2007 at 8:06 pm
Sorry 4 not coming….
This is one of ur best Creative work so far….
ULTIMATE!!!
July 17th, 2007 at 8:41 pm
दिव्यभ जी !
आप का शुक्रिया यहा आने के लिए और मेरा लिखा पसंद केरने के लिए|
इसी कदर आते रहिएगा|