World of Original Shayari and Poetry

जो बात बीन कहे सुनी है दिल ने, वो तुझे सुनने आई हूँ|

World of Original Shayari and Poetry is a place where you will find Hindi shayari and English poetry all straight from Tosha’s heart. The poetry is written in different moods and with heartfelt feelings. The poetess has been writing from a young age and believes in sharing her thoughts with everyone. Hoping someday there will be a miracle and the world will be one big happy family.

What is poetry? A short piece of imaginative writing, of a personal nature and laid out in lines is the usual answer. Will that do? Poetry definitions are difficult, as is aesthetics generally. What is distinctive and important tends to evade the qualified language in which we attempt to cover all considerations. Perhaps we could say that poetry was a responsible attempt to understand the world in human terms through literary composition.

Bookmark and Share


04.25

2007

मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है

मेरा सनम मुझसे जुदा हुआ है
लगता है मुझसे ख़फा खुदा हुआ है

घिर घिर काले बदल आते है
लगे बरखा का राज शुरू हुआ है

अब भाता नही चिढ़या का संगीत
मन मेरा यूह बेचैन हुआ है

आजा पिया लगाले गले
तेरे बीन सुना संसार हुआ है

नीली छतरी वाले की अजब है रीत
दिलो का बंधन अनमोल दिया है

ताना बना मिलाया इस कदर
सोचने वाला अभी भी सोच रहा है

मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
मुझसे ज़रूर ख़फा खुदा हुआ है

_________________________________________________________________________



♥♥Liked the Shayari, Subscribe to my RSS Feed OR Receive FREE Shayari and Poetry updates in your mail box:

Bookmark and Share

27 COMMENTS


  1. Samajh paoge nahi, reet duniya ki nirali hai,
    Kabhi mehfil yahan saji, kabhi jeewan ye khali hai,
    Kabhi apna lage koi, kabhi jag hi begaana ho,
    Kabhi tanhai ke mele, kabhi har din diwali hai.


  2. ख़ूब कहा आप ने दुनिया के रीत ही निराली है
    एक तरफ़ काली गथा दूजी तरफ़ सिर्फ़ हरियाली है
    कही है मीलो टपता सूखा रगिस्तान विशाल
    तो कही घने जंगल के बीच भी आबादी है


  3. I LUV U BETA………. GOD IS GREAT AND HE IS GOOD TO ALL. JUST BELEIVE IN YOURSELF AND I M JUST AWAY FROM YOU FOR GOOD. U KNOW… TAKE CARE OF YOURSELF…. AND I LUV U.


  4. hmm … sahi kaha aap ne … God is Gr8!! :) i miss u though! and am waiting to see u soon!
    Love u too!!


  5. Aisi achi shayari pad ke to sirf yahi kahna chahta hu ki “Choro ye mass communication ka course, poetry ko hi apna profession banao”..


  6. Aap ko aisa lagta hai hi hamari yeh Hobby profession ban sakta hai … jaan ki kuchi hui.. aap ka shukriya!!


  7. Nice Msg Yaar……………………………..Bahot Accha Laga………THNX


  8. Jist hum apna mante hain……..wahi hame dhokha de deta hai..maine bhi kisi ko apna mana tha…..jaan se pyara mana tha………….lekin vo ………………………………mughe nafrat hai……us se aur mughe PYAR se nafrat hai…………………


  9. Pyaar se bhala nafrat kaise ho sakti hai … dost!

    yeh to insaan ki fitrat hai …. jo jee main aata hai wo kerta hai .. wo sochta hai … wohi kaheta hai. :)


  10. pyar to pyar hai

    kabhi bhi aane wala bhukhar hai

    bus disprin khane ki der hai

    ekdum sath chodane wala yaar hai


  11. hai agar tujhe main dum to dunia ko bhula de

    apne pyar ko dunia ko dekha de

    warna halat ho jayegi majnu jaise

    majnu ne to pathar khya tujhe jute naseb honga

    love u sirf jaban se


  12. pyaarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr

    jhutaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

    wadejhuteeeeeeeeeeeee


  13. Dear lokhandwala
    Pyaar kabhi bhi jhutha nahi hota
    yeh to pyaar kerne wali ke feethrat hoti hai ki wo khud pyaar ko kaise nibhaye. aur haan pyaar me koi zabardasti nahi hoti. yeh bhi jaruri nahi ki jisse aap pyaar vkare wo bhi aap ne pyaar kare. pyaar ko dish dena buzdili hogi.


  14. E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
    Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
    Bahut Dukh Sahe He Maine,
    Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
    Bahot Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
    Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
    Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
    Use Utna Kareeb Karde.
    Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
    To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.


  15. aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
    aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
    lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
    saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
    aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
    teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.


  16. Sada khush rakhna mere khuda usko,
    tere farishtay b dien dua usko.
    Dien usko uski chahat se ziada,
    Maange qatra to mile DARIYA usko


  17. Har khushi dil ke kareeb nahi hoti,
    zindgi gum se door nahi hoti.
    Sanjokar rakhna ye dosti humari,
    ye dosti har kisi ko naseeb nahi hoti.


  18. Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,
    wo dua kya karu jisme asar hi na ho.
    Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,
    kya pata agle pal meri umar hi na ho.


  19. Samne ho Manzil to Rasta na Modna,
    Jo Mann me ho wo Khwab na Todna.
    Har Kadam pe Milegi Kamyabi Aapko,
    Bus Sitare Chhunney ke liye Kabhi zamin na Chhodna.


  20. Ghum me mohabbat ko bhula naa dena,
    mere pyaar ko yu mita naa dena.
    Deewanoon se bhi zyada karta hoon mohabbat,
    gair keh ke mujhe thukra naa dena.


  21. Judai aapki rulati rahegi,
    Yaad aapki aati rahegi,
    Palpal jaan jati rahegi.
    Jab tak hai is jism me jaan,
    Har saans rishte nibhati rahegi…


  22. Kbhi sochte h ek GULAB bhej de,
    Kbhi chahte h pura BAAG bhej de,
    ja Rhe ho agar Aap sone ko to Dil krta h,
    Apki PALKO me ek PYARA SA KHWAB bhej de..Gud Nite


  23. Teri baaten hi sunane aaye
    Dost bhi dil hi dukhane aaye
    Phool khilte hai to hum sochte hai
    Tere aane ke zamane aaye
    Ab to rone se bhi dil dukhta hai
    Shayad ab hosh thikane aaye


  24. Apno ne Zehar ka jaam de diya,
    Gairon ne Bewafa naam de diya.
    Wo jo kehte ki bhul na jana hume,
    Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya…….


  25. Palke utha ke nazre jhukati hai.
    Zindagi meri mujhse yu sharmati hai.
    Ankh milcholi jaise mohabbat uski
    Kabhi chupti to kabhi nazar aati hai.


  26. sabki apni apni soch hai warna koi to jindgi se pyar karta hai,
    aur ek wo hai jo jindgi gina bhi nahi chahte.
    AP KYA SOCHTE HO.


  27. Tanhaiyo se gujarkar aise mod per khada hu,
    bas talash hai ek pyare se dost ki jo mere jajbat samajh sake. so pls give me a direction

Free Advertising

Leave a Reply




Warning: stristr() [function.stristr]: Empty delimiter in /home/toshakis/public_html/wp-content/plugins/wassup/wassup.php on line 2093