~Jise hum chahe use~
उनने चाहा हममे
है किस्मत हमारी
उनकी चाह को हम
चाह ना सके
हमे चाहे वेल हज़ार
जिसे हम चाहे उसे
पा ना सके||
***********
Unne chaha hamme
hai kismat hamari
Unki chah ko hum
Chah na sake
Hame chahe wale hazar
Jise hum chahe use
Pa na sake||
_________________________________________________________________________







June 11th, 2008 at 12:51 am
“Socha tha ekpal keliya bhi nahi jiyenge
Socha tha kuch pal keliya bhi nahi chorenge”
“Chhata to tha jee Bharke payer kerenge
Itni duriya hai hamare beech
K chhakar bhi nahi mill sakenge”
“Socha tha bhul bankar bhul kar jayenge
Socha tha tumhe sochkar hi jiye jayenge”
“Kitni ankahi baathein na bol sake hum
Ekbar jarur mere yaadon se milna
Uske baad hi hum duniya chhorke chele jayenga”
June 12th, 2008 at 8:51 am
Bahut hi accha likha hai aap ne Baba Ji!! Yaha …. kithi ajib se baat hai ki zindgi mein …. aksar … achanak …. kuch aisa ghat jata ahi jiski hamme khabar tak nahi hoti, bhanak tak nahi lagti. aur yaaden …. umar bhar ke liye dil main bas jaati hai.