Itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho
इतने करीब हो, फिर क्यो याद आते हो
पास होके भी दूरियों का अहसास जताते हो
तन इतने करीब है. फिर मंन क्यो इतना दूर
जान लो तुम की, मेरी सासों में बस्ते हो
दिल के कतरे करते में तुम ही तुम सनम
इस कदर मेरे मन को क्यो तरसाते हो
एक बार बनलो अपनी बाहों को मेरे गले का हार
इस मन की तुम एक तामाना हो समझा करो
***
itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahasas jatate ho
tan itne kareeb hai. phir mann kyo itna door
jaan lo tum ki, meri saason mein baste ho
dil ke katre karte mein tum hi tum sanam
is kadar mere man ko kyo tarsaate ho
ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is man ki tum ek tamana ho samjha karo
_________________________________________________________________________








June 8th, 2008 at 10:21 am
aare jara sanam ko bhi tarasne do,khud ba khud aajayega phir :0lol very nice emotions in shayari,
to get registered on blogvani,see in right uper corner og that website,u will see ” sadasyata le ” written in hindi there,click on that ,fill the info and blogvani will send u email for confermation ,then i think u can register ur blog there,its lill crazy on blogvani takes 2 pr 3 days time,keep patience:0
June 9th, 2008 at 2:03 am
wah wah.. kya baat hai !!
Also, u changed the template of the website.. itna maza nahin aya.. there are thousands of free themes available.. u can make it look soooo good.. and there is a bug in ur code (recent comments widget).. its showing.. “%BEG_OF_TITLE%Recent Comments%END_OF_TITLE%”
June 9th, 2008 at 8:42 pm
@ Mehek : Thank you soo much Mehek …. I’ll surely try my best to get registered with both the sites you suggested.
@ Daman : Thank you too dear, for all the appreciation. … I’ll surely look into something better.
June 11th, 2008 at 10:19 am
itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahasas jatate ho
tan itne kareeb hai. phir mann kyo itna door
jaan lo tum ki, meri saason mein baste ho
dil ke katre karte mein tum hi tum sanam
is kadar mere man ko kyo tarsaate ho
ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is man ki tum ek tamana ho samjha karo
June 11th, 2008 at 4:30 pm
itne kareeb ho phir bhi kyun yaad aate hai ..
koi door hokar bhi paas rehta hai
koi paas hokar bhi door hota hai
ye dil ke rishte bade ajeeb hai
har lamha inme kuch chalte rehta hai ..
-tarun
June 12th, 2008 at 9:09 am
nice one Traun
June 18th, 2008 at 6:36 pm
एक बार बनलो अपनी बाहों को मेरे गले का हार
इस मन की तुम एक तामाना हो समझा करो
hehehehhehehe…………..janam smjha karo
June 19th, 2008 at 11:00 am
तूने जो दी तन्हाई
शोहरत बही मेरी रुसवाई
आँसू न रुके तेरी याद में
बेबसी मौसम में छाई
दुश्मन तुम भी मोहब्बत के
फूलो से तितलिया तुमने उड़ाई
June 19th, 2008 at 11:02 am
me apni tabahi ka charcha to nahi karta .
tumko kisi mehfil me ruswa to nahi karta .
diwana kehti he ye duniya ab mujhko .
me esi sadao ki parwa nahi karta .
June 20th, 2008 at 11:21 am
@ Naveen …. achhe se samjhao to
June 20th, 2008 at 11:22 am
@ asif : Aane ki lite bahut bahut Thank You!! aate rahiyega!
June 29th, 2008 at 5:49 am
Aansoo Main Na Dhoondna Hamein,
Dil Main Hum Bas Jaayenge,
Tamanna Ho Agar Milne Ki,
To Band Aankhon Main Nazar Aayenge.
September 1st, 2008 at 7:55 pm
ek sa dil sabke paas hota hai
phir kyo nahi sabpe vishwas hota hai ‘
insaan chahe kitna bhi aam kyo na ho
wo kisi na kisi ke liye jaroor khas hota hai .