World of Original Shayari and Poetry

जो बात बीन कहे सुनी है दिल ने, वो तुझे सुनने आई हूँ|

World of Original Shayari and Poetry is a place where you will find Hindi shayari and English poetry all straight from Tosha’s heart. The poetry is written in different moods and with heartfelt feelings. The poetess has been writing from a young age and believes in sharing her thoughts with everyone. Hoping someday there will be a miracle and the world will be one big happy family.

What is poetry? A short piece of imaginative writing, of a personal nature and laid out in lines is the usual answer. Will that do? Poetry definitions are difficult, as is aesthetics generally. What is distinctive and important tends to evade the qualified language in which we attempt to cover all considerations. Perhaps we could say that poetry was a responsible attempt to understand the world in human terms through literary composition.

Bookmark and Share


06.08

2008

Itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho

pyaar ishq aur mohabbat

इतने करीब हो, फिर क्यो याद आते हो
पास होके भी दूरियों का अहसास जताते हो

तन इतने करीब है. फिर मंन क्यो इतना दूर
जान लो तुम की, मेरी सासों में बस्ते हो

दिल के कतरे करते में तुम ही तुम सनम
इस कदर मेरे मन को क्यो तरसाते हो

एक बार बनलो अपनी बाहों को मेरे गले का हार
इस मन की तुम एक तामाना हो समझा करो

***

itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahasas jatate ho

tan itne kareeb hai. phir mann kyo itna door
jaan lo tum ki, meri saason mein baste ho

dil ke katre karte mein tum hi tum sanam
is kadar mere man ko kyo tarsaate ho

ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is man ki tum ek tamana ho samjha karo

_________________________________________________________________________



♥♥Liked the Shayari, Subscribe to my RSS Feed OR Receive FREE Shayari and Poetry updates in your mail box:

Bookmark and Share

15 COMMENTS


  1. aare jara sanam ko bhi tarasne do,khud ba khud aajayega phir :0lol very nice emotions in shayari,

    to get registered on blogvani,see in right uper corner og that website,u will see ” sadasyata le ” written in hindi there,click on that ,fill the info and blogvani will send u email for confermation ,then i think u can register ur blog there,its lill crazy on blogvani takes 2 pr 3 days time,keep patience:0


  2. wah wah.. kya baat hai !!

    Also, u changed the template of the website.. itna maza nahin aya.. there are thousands of free themes available.. u can make it look soooo good.. and there is a bug in ur code (recent comments widget).. its showing.. “%BEG_OF_TITLE%Recent Comments%END_OF_TITLE%”


  3. @ Mehek : Thank you soo much Mehek …. I’ll surely try my best to get registered with both the sites you suggested.

    @ Daman : Thank you too dear, for all the appreciation. … I’ll surely look into something better. :)


  4. itne kareeb ho, phir kyo yaad aate ho
    paas hoke bhi duriyon ka ahasas jatate ho

    tan itne kareeb hai. phir mann kyo itna door
    jaan lo tum ki, meri saason mein baste ho

    dil ke katre karte mein tum hi tum sanam
    is kadar mere man ko kyo tarsaate ho

    ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
    is man ki tum ek tamana ho samjha karo


  5. itne kareeb ho phir bhi kyun yaad aate hai ..

    koi door hokar bhi paas rehta hai
    koi paas hokar bhi door hota hai
    ye dil ke rishte bade ajeeb hai
    har lamha inme kuch chalte rehta hai ..

    -tarun


  6. एक बार बनलो अपनी बाहों को मेरे गले का हार
    इस मन की तुम एक तामाना हो समझा करो

    hehehehhehehe…………..janam smjha karo


  7. तूने जो दी तन्हाई
    शोहरत बही मेरी रुसवाई
    आँसू न रुके तेरी याद में
    बेबसी मौसम में छाई
    दुश्मन तुम भी मोहब्बत के
    फूलो से तितलिया तुमने उड़ाई


  8. me apni tabahi ka charcha to nahi karta .
    tumko kisi mehfil me ruswa to nahi karta .
    diwana kehti he ye duniya ab mujhko .
    me esi sadao ki parwa nahi karta .


  9. @ Naveen …. achhe se samjhao to :P


  10. @ asif : Aane ki lite bahut bahut Thank You!! aate rahiyega!


  11. Aansoo Main Na Dhoondna Hamein,
    Dil Main Hum Bas Jaayenge,
    Tamanna Ho Agar Milne Ki,
    To Band Aankhon Main Nazar Aayenge.


  12. ek sa dil sabke paas hota hai

    phir kyo nahi sabpe vishwas hota hai ‘

    insaan chahe kitna bhi aam kyo na ho

    wo kisi na kisi ke liye jaroor khas hota hai .


  13. Good One AAryan….

    Zuban khamosh ankho mein nami hogi
    Yehi to bus daastan-e-zindagi hogi
    Bharne ko to har zakhm bhar jayega
    Par kaise bharegi wo jagah
    Jahan par tumhari kami hogi


  14. Dard na Ho tere Dil Me
    Main is Baat Ka Khayal Rakhunga
    Or Mehsus ho tere Dil Ko Sukun
    Isliye main Kaanto ko nahi
    Sirf Gulabon ko Chua Karunga

Free Advertising

Leave a Reply