मौत के संग वफ़एः दफ़न नही होती
Love lives till eternity … is expressed in Hindi.
मौत के संग वफ़एः दफ़न नही होती
सच्ची मोहब्बत की आदाय काम नही होती
यक़ीन ना होता जो तुझ पर इस दिल को
तेरे दिल में इस मोहब्बत की आच पनपी ना होती
_________________________________________________________________________







April 7th, 2007 at 10:54 pm
Hi buddy!!
U’ll have to click the headline of this post to be ablr to reade the entire post. SO wt r u waiting for … GO!!
April 9th, 2007 at 6:14 am
aapki khidmat me 2 SHABD
arz kiya hai
Wo the SHAYAR hame MALOOM na tha
aaj MALOOM pada to hum unke KAYAL ho gaye
April 9th, 2007 at 6:17 am
Aaj aap bhi kuch lage shayarana
andaz ku aapka bhi hua hai deewana
lagta hai mohabbet aapko bhi hogayi
koi to jisne kardiya aap ko bhi siyana
April 9th, 2007 at 6:25 am
Kehte hai “JAB DIL TOOTTA HAI TO AAWAAZ NAHI HOTI” MARE DIL SE POOCH E ZALIM….. JAB WO TOOTA THA TO KITNA DARD HUA THA
April 9th, 2007 at 6:28 am
whaji maan gaye…!!
zar hai …
is dil main aab daard nahi hota
is dil main aab daard nahi hota
jabse mile hai tumse bewafai ke sitam
aab is dill main tanik bhi daard nahi hota
April 9th, 2007 at 6:32 am
HUM bhi hain SHAYAR aapne itna to JAANA
aapke kisi ANDAAZ ne HUMKO bhi kar diya DEEWANA
MOHABBAT KARNE nikle the Hum bhi is zamane me
magar ek ZALIM ne hame chod diya BEGANA
April 9th, 2007 at 6:35 am
kahete hai hai isse aada-e-zilm
ki ban jao deewane pal main tum
mohabbet isse kahate hai
zara meethi se thokhar to kaho tum
April 9th, 2007 at 2:10 pm
मौत के संग वफ़एः दफ़न नही होती
साची मोहब्बत की आदाय काम नही होती
यक़ीन ना होता जो तुझे पेर इस दिल को
तेरे दिल में इस मोहब्बत की आच भी पनपी ना होती
April 29th, 2007 at 12:50 pm
कहां हो आप छुपे रुस्तम.. ख़ूबसूरत शेरो-शायरी होती है यहां तो.. भई हमें यह जगह पसंद आयी और चाहेंगे कि औरों तक भी यही पैग़ाम पहुंचे इसलिए इल्तिजा है कि इस ब्लॉग को फ़ीड एग्रीगेटर ‘नारद’ और ‘हिन्दी ब्लाग्स’ पर रजिस्टर करवा लें. जिसके बाद यह ब्लॉग हज़ारों लोगों की निगाह तक जाएगा.
मुझसे संपर्क करें.
neerajdiwan at gmail dot com
यदि खुद नारद और हिन्दी ब्लाग्स की मुफ्त मेंबरशिप के लिए जाना चाहें तो यहां जाएँ
http://narad.akshargram.com/register/
and mail to hindiblogs at
editor@indiblogs.com
April 29th, 2007 at 1:58 pm
Thanx … Neeraj!! I’v noted ur point!
Thanx a lot Pal! ki aap ko mera likha pasand aaya.
Doobara zaroor aayega!
May 18th, 2007 at 6:50 am
mohbaat ho to ayesi ho naa tum sarko naa hum sarke
gr sarke to yu sarke klam kurde mere surko
June 13th, 2008 at 7:13 pm
azaz ji … kya khoob kaha aab pe …. mohabbat hoto aise ho ki hum shayar bah jayen!!
June 20th, 2008 at 10:15 am
dherai ramro 6 ni ta ho.malai sarahai ramro lagyo ni .sadhai yestai ramro shayari pathaunu hola hai.
June 20th, 2008 at 11:14 am
maaf karna sapna ji … main baat kuch samjhi nahi… kintu parantu aap aayi, dil ko bahut achha laga!
September 1st, 2008 at 7:29 pm
dil gumsum, lab khaamosh yeh aankhein aaj nam kyun hai………..!
kabhi paya hi nahin tha mujhe……………………………………..
to aaj khone ka gam kyun hai……………………………………………..!
September 1st, 2008 at 7:30 pm
teri mohabbat ka ab v nishaan banki hai………………
tere intezaar mein aaj v kuch saans baanki hai………………!
kya huwa gar dekh kar munh faeir lete hain wo………
yeh tasalli to huwi k kuch pehchaan banki hai…………………!
September 12th, 2008 at 12:41 pm
please send shayaries
November 7th, 2008 at 12:35 pm
I AM RAZVED
November 7th, 2008 at 1:34 pm
JIS PED NE PALA MUJHKO
US PEDKE PATTE DUSHMAN BANE
AUR KUCH DALIYA KEH RAHI HE MUJSE
APNA AASHIYANA BADAL DO
November 16th, 2008 at 9:23 am
yug