वो क्यो मुझसे यह बात छुपाते होगे
अपने प्यार अपने जज़्बात से हार गया
सब कुछ लूट के बिखर सा गया
वो कियो मेरी बात नही सुनना चाहते
उन्हे आपने दिल से प्यार है किया
कितने बार मुझे आपने सफ़ी देनी होगी
आपने वजूद से जयदा उन्हे करार दिया
वो क्यो मुझसे यह बात छुपाते होगे
उनके चारे ने हाल-ए-दिल बयान किया
***
Apne pyaar apne jazbat se haar gaya
Sab kuch loot ke bikhar sa gaya
Wo kiyo meri baat nahi sunna chahte
Unhe aapne dil se pyaar hai kiya
Kitne baar mujhe aapne safi deni hogi
Aapne vajood se jayda unhe karar diya
Wo kyo mujhse yeh baat chupate hoge
Unke chare ne haal-e-dil bayan kiya
_________________________________________________________________________








May 25th, 2008 at 4:36 pm
impressive.. yet again !!
May 25th, 2008 at 4:47 pm
Thanx a lot ya!!!!
May 27th, 2008 at 4:58 pm
woh kyon mujse yeh baat chupate honge
aankhon mein nami laboon se muskurate honge
jaane anjaane woh hamse kuch kehte honge
sahil par baath lehron ko khud par sehte honge
June 9th, 2008 at 9:10 am
jindghi hame jeena shikha deti hai yaaden hame rooj tadpati hai kanse kahe apne sanam se unki har ek baat rooj hamari joban pe aati hai aay khoda kanse imthaan leta hai hamere pyar ka har traf hame hamare sanam ki tasveer nager aati hai
June 9th, 2008 at 9:16 am
agar me kahon ki sanam tuje rooj dekha karenge hum har subha teri palkon pe bathe rahange hum jindghi cahe kitni be dua mange tera sath na chodenge hum hai mujko us rab ki kasam jisne beja hai muje tere dar pe sanam
June 9th, 2008 at 9:22 am
ager ye saans chalti hai to kahete hai kuda ki rahamat hai hamari saanson pe to sanam ka naam likha hai kya hamari saanse hamare sanam ki rahamat hai agar hai to khuda tuje se bada tuhfa mere leye kuch nahi hai meri jindgi tere kadmon ki dool hai
June 9th, 2008 at 9:28 am
agar jindgi payar me na pali ho to use jindgi nahi kahaten jiske takdeer me khuda na ho use insaan nahi kahten jiske irade naek na ho use pyar nahi kahaten aur jiski aankon me sagar na ho faristy nahi kahaten
June 9th, 2008 at 8:44 pm
@ jaskeen : Bahut hi khoob likha hai aap ne …. kuch to baat hai jo dil inthi gaherai se, itni gambhirta se kisi ko yaad ker raha hai.
June 9th, 2008 at 8:47 pm
@ pankaj rawat : Pankaj ji … kya baat hai jazbaat main ubal hai … maloom hota hai dil ki dastan suna gaye hai aap apni …. accha likha hai …. hamare saath batne ke liye dhanyawad!!
June 18th, 2008 at 1:08 pm
pankaj Love Shikha
June 18th, 2008 at 11:24 pm
Shikha someone is in love!!