Mujhe Apna lo na Tum
यह किस हाल मैं छोड़ गये
यह कैसी आस आखों में दे गये
न होश है न कोई खबर
इन लाबो को कैसा आहास देगाए
करीब आके जाने के न दी खबर
छू के मेरे मन को कहा खो गये
आजओ करीब फिर छोड़ के न जाना
आ के मुझमे बस समा जाओ न
तुम्हारी आँखें तुम्हारी बातें
पल पल गुदगुदती है
यह अधूरी हसी दे के कहा गुम गये
हो तुम बस मेरी सूच में आब
आजाओ न पास मेरे इतना की
दुनिया इस मोहब्बत को दुहाई दे
तुमसे दूर रहेना हो गया अब मुश्किल
अपना लो मुझे हमेशा के लिए
***
yeh kis haal main chod gaye
yeh kaisi aas aakhon mein de gaye
na hosh hai na koi khabar
in labo ko kaisa ahaas degaye
kareeb aake jaane ke na di khabar
chu ke mere man ko kaha kho gaye
aajao kareeb phir chod ke na jana
aa ke mujhme bas sama jao na
tumhari ankhen tumhari baaten
pal pal gudgudati hai
yeh adhuri hasi de ke kaha gum gaye
ho tum bas meri sooch mein aab
aajaao na paas mere itna ki
duniya is mohabbat ko duhai de
tumse door rahena ho gaya ab mushkil
apna lo mujhe hamesha ke liye
_________________________________________________________________________








June 5th, 2008 at 10:36 am
apne pehlu mey pnah de doo,kee aaj phir rone ko dil chahtaa hai,
aapne seeney mey chupalo kee aaj phir kismet se aajmayesh ko dil
chahtaa hai, lga ke dav iss jindgee ka ishq mey dekhne kaun sa mukam
aayega, apne hone ka ykeen de do ke aaj phir maut ko gle lgaane ko dil
chaahtaa hai”
Hi tosha, wonderful creation, really a touching poetry,loved it.
Regards
June 7th, 2008 at 9:10 am
Thanx a lot Seema Ji!!
aap ne bhi khoob kaha hai …. kitna ahem hotaahgi zindgi mein yeh mahesus kerna ki koi aap ko chaahta hai …. aap ka khayal karta hai …. “apne hone ka ykeen de do ke aaj phir maut ko gle lgaane ko dil chaahtaa hai”
June 8th, 2008 at 4:08 am
simply awesome,har alfaz jaise dil se nikala ho
June 8th, 2008 at 8:39 am
Thank you soo MUCH!!
June 9th, 2008 at 11:37 am
HY ………………..I AGREE WITH U
June 13th, 2008 at 5:08 pm
hy..it`s really nice:)
June 13th, 2008 at 6:56 pm
Thank you guys … you make my day!! Keep coming … keep reading!!
June 18th, 2008 at 6:41 pm
करीब आके जाने के न दी खबर
छू के मेरे मन को कहा खो गये
आजओ करीब फिर छोड़ के न जाना
आ के मुझमे बस समा जाओ न
aaye tum lekin milna bhi na hi saka..really miss you lot when think about you