~ Sher on Judai ~
दूर तो तुम हो ही कुछ और दूर सही
पास होके भी पास मे नही
याद करता है तुम्हे ये दिल बार बार
याद रखना हुमए भूल ना जाना कही
_________________________________________________________________________
दूर तो तुम हो ही कुछ और दूर सही
पास होके भी पास मे नही
याद करता है तुम्हे ये दिल बार बार
याद रखना हुमए भूल ना जाना कही
_________________________________________________________________________
April 25th, 2007 at 9:50 am
क्या है ये जुदाई का आलम कैसे करे फ़ार्याद हम
इस दर्द का क्या बयान करे ज़िंदगी को मिला एक और ग़म
April 25th, 2007 at 9:57 am
उन्हे चाहा हमे है किस्मत हमारी
उनकी चाह को हम चाह ना सके
हमे छाने वाले हज़ार जिसे हमने
चाहे उसे हम कभी पा ना सके
April 25th, 2007 at 10:11 am
मैं चाहूं तो भी मुझको चैन से रहेने नही देंगे
एक घूत ज़हेर का भी य पीने नही देंगे
दिल पस्सिज़ जाता है जब उन्हे याद करता है
ना आपने साथ ना आपने बिना रहेने देंगे
(nm …may be yaad nahi :P)
August 7th, 2007 at 7:29 am
maddhu there are many wats to leave happy life & THERE are many others waiting for u
December 4th, 2007 at 3:25 pm
Akash ke taron main
Akash ke taron main khoya hai jahan sara, lugta hai pyara ik ik tara,in taron main sub se pyara hai ik sitara, jo is waqt per raha hai sms hamara.
December 4th, 2007 at 3:26 pm
Youn hi tanhai main hum
Youn hi tunhai main hum dil ko saza dete hain, naam likhte hain tera likh ker mita detey hain, yai soch ker rehne dia armaano ko dil main, mehman kabi gar se nikale nahi jate.
December 4th, 2007 at 3:27 pm
chand taro ka nur aap per barse
chand taro ka nur aap per barse ; har koi aap ke chahat ko tarse ; aap ke jindagi main aaye iteni khushiya ki aap ek gum pane ko tarse
December 4th, 2007 at 3:28 pm
Aaj khushio ki koi duhai dega
Aaj khushio ki koi duhai dega,Nikla hai chand to dikhai dega.
Ae Mohabbat karne walo zara dekh ke Mohabbat karma ,Ek
Aansoo bhi gira to sunai dega..
December 4th, 2007 at 3:28 pm
Nazrein mile ek zamaana ho gayaa..
Nazrein mile ek zamaana ho gayaa….
Aisa lagta hai apna bhi koi begaana ho gayaa….
Wo to chale gaye humse door….
Lekin mushkil is dil ko samjhaana ho gayaa….!!!
January 17th, 2008 at 7:52 am
Nice shayari and the comments given by the visitors are also nice. So Nice blog.
shayari
January 18th, 2008 at 11:24 am
unhe chaha ye chahat ki hadh thi…
unhe pyar kiya ye pyar ki hadh thi…
mar gaye par khuli rahi aakhe…
ye unke intezar ki hadh thi …gul
January 18th, 2008 at 11:29 am
raatoo koo utth utth kar jinke liye roote hai
woo apne gulistaa mai aaraam se soote hai
pyar ke afsane juba se nahi bayaa hote …
ye afsane tho akhoo se kehte hai…pooja
January 18th, 2008 at 11:39 am
doosth milte hai dil ko dhukha ne ki liye
ungiliya rakte hai ham pe uteneke liye
kya koosur unka ki ye ek reeth chali aayi hai
toh mate hoothi hai dunya me laaga ne keliye…pooja
March 4th, 2008 at 6:56 am
lagta hai sab ishq de maare hue hai nice saayri i want to tell you all of you only this thing
Kon janda kisi de darda nu,
ee duniya dhoke baaz saari,
eess ishq da to kaam hunda dil todna,
aaj meri te kal teri waari……..
ham kahte hai ki agar aap pyar ko pura nahi kar sakte to payaar mat karo,,,
par pyaar karta kon hai ye to apne aap ho jata hai…
sab kahte hai ki pyaar ka maksad pana nahi hota hai…..
par ye to un logo ke liye hai jo pyaar me haar gaye..
warna to jo asiq hai unse puchoo ki unme se koi esa hai jo aapne pyaar ko pana na chahta ho……
March 21st, 2008 at 4:57 am
Tu mere paas nahi hai phir bhi,
Teri yaad se mohabbat ki hai,
Main tumko kis tarha bhool sakta hoon,
Maine teri har ada se mohabbat ki hai,
Kabhi to usne bhi mujhe yaad kiya hoga,
Maine un lamhe se mohabbat ki hai,
Jinme ho sirf teri or meri baatein,
Maine un baato se mohabbat ki hai,
Or jo mehka ho sirf teri hi mohabbat,
maine us mehak se mohabbat ki he,
tune jab bhi jis naam se muze pukara apne lobo se,
maine us awaaz se mohabbat ki he,
tune mere saath bitaya har pal aur lamha,
maine us pal aur lamha se mohabbat ki he,
haan maine sirf tumise mohabbat ki he………………….
March 21st, 2008 at 4:58 am
ik shakhs paas reh k bhi samjha nahi mjhe
is baat ka malaal hai ,shikwa nahi mjhe
mein us ko bewafaai ka ilzaam kaise doon
us ne to ibtida say hi chaha nahi mjhe
pathar samjh k paoon say thokar laga dia
afsos k teri aankh ne parkha nahi mjhe
kya kya umeedein bandh kar aaye thay samne
usne to aankh bahr k b dekha nahi mjhe
kab thehrna tha mjh ko har waqt us k pass
acha hoa k us ne bhi rooka nahi mujhe
March 21st, 2008 at 5:00 am
Ik khat bheja tujhe hai..
likhi chand baate hai..
kya kahu tanhai ki dastan..
akele paani me pathar feke hai..
khat me kuch tuta hua nazar aayega..
shayad wo apne sapne hai jo maine dekhe hai..
choo kar dekh khat ko..
shayad abhi bhi kagaz nam hoga..
likhte waqt aansuon ko rok na paaya..
shayad isse mera gum kam hoga..
March 21st, 2008 at 5:01 am
Meri hansee pe mat jaana aye dost..
humne gham chupane ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri aahon ko tu saans mat samajh..
humne jiye jaane ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri palkon ki hulchal ko aise mat dekh..
humne ashq pochney ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri dhadkanon ko tu suna na kar..
humne tera naam lene ka andaaz mehaz badal diye hein..
March 24th, 2008 at 8:21 am
March 24, 2008 at 8:21 am
बहुत खूब ….!! आप सभी ने इतना अच्छा योगदान किया है, दिल को बहुत ही अच्छा लगा|
शुक्रिया!!
bahut khoob ….!! aap sabhi ne itna achcha yogdan kiya hai, dil ko bahut hi achha laga|
shukriya!!
April 9th, 2008 at 7:00 pm
kya ummeed kare hum unse jin ko vafa maalum nahin
gham dena maalum hai lekin gham ki dava maalum nahin
May 19th, 2008 at 12:42 pm
Meri hansee pe mat jaana aye dost..
humne gham chupane ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri aahon ko tu saans mat samajh..
humne jiye jaane ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri palkon ki hulchal ko aise mat dekh..
humne ashq pochney ke andaaz mehaz badal diye hein..
Meri dhadkanon ko tu suna na kar..
humne tera naam lene ka andaaz mehaz badal diye hein..
August 6th, 2008 at 7:28 pm
kash hathon ki lakeere khich pate hum
to aoni takdir likh jate hum
mumkin hota agar aisa to
apne hisse ki sari khushiyan tere naam likh jae hum
August 10th, 2008 at 4:01 pm
khubsoorat hain wo lub
jo pyari batein kertey hain
khubsoorat hai wo muskurahat
jo dosaroon ke chehroon per bhimuskan saja de
khubsoorat hai wo dil
jo kisi ke dard ko samjhey
jo kisi ke dard mein tarpey
khubsoorat hain wo jazbat
jo kisi ka ehsaas karein
khubsoorat hai wo ehsaas
jo kisi ke dard ka madawa baney
khubsoorat hain wo batein
jo kisi ka dil na dukhaein
khubsoorat hain wo ankhein
jin mein pakezgi ho
sharm o haya ho
khubsoorat hain wo ansoo
jo kisi ke dard ko
mehsoos kerke beh jaein
khubsoorat hain wo Hath
jo kisi ko mushkil
waqat mein tham lein
khubsoorat hain wo qadam
jo kisi ki madad ke liye
aagey berhein !!!!!
khubsoorat hai wo sooch
jo kisi ke liye acha soochey
khubsoorat hai wo insan
jis ko UPARWALE ne ye
khubsoorati ata ki.
August 23rd, 2008 at 5:27 am
……………………………………………
August 23rd, 2008 at 10:09 am
palko ka tere khwaab hu tujh ko pata nahi
nazro ka yeh fareb hai teri khata nahi
nazre chura ke aise chup chap chal diye
jaise bahaare darmiya kuch bhi hua nahi
August 23rd, 2008 at 10:18 am
bahot tadbeer ki lekin nikalti hi nahi DIL se
bahot tadbeer ki lekin nikalti hi nahi DIL se
teri chaahat badi parda nasheen maaloom hoti hai