~ यादे ~

आज अरसो बाद कुछ लिखा है … पता नही क्या सूझी जो कुछ लिख डाला … कुछ दिल ही ऐसा हो चला है की … लिखने को बस जी नही केरता… या कहूँ की … ज़माने का आसार आरहा है … जो भी है … जो दिल मैं आया … लिख डाला … बस कुछ यू ही…!!
यादे वो मीठी यादें, बाते वो तेरी बातें
अक्सर याद आती है मुझे, वो हसीं मुलाक़ातें
बनकर मेरी परछाई, मेरे दामन से है लिपटी हुई
यादे वो मीठी यादें, बाते वो तेरी बातें|
आज मुझे तेरी वो हेर आदा फिर याद आई
मोहब्बत के इरादे वो तेरे कसमो-वादे
अंकित सुनहरे ताने से आतीत से मेरे है सीली हुई
यादे वो मीठी यादें, बाते वो तेरी बातें|
एक और कहानी है आज फिर याद आई
आचल मे सिमटा हुआ चेहरा, बाहों मे बाहें
कभी ना भुला पाने वाली दास्तान है दिल मैं बसी हुई
यादे वो मीठी यादें, बाते वो तेरी बातें||
_________________________________________
aaj arso baad kuch likha hai … pata nahi kya sujhi jo kuch likh dala … kuch dil hi aisa ho chala hai ki … likhne ko bas jee nahi kerta… ya kahun ki … zamane ka aasar aarha hai … jo bhi hai … jo dil main aaya … likh dala … bas kuch yu hi…!!
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten
aksar yaad aati hai mujhe, wo haseen mulaqaten
bankar meri parchai, mere daman se hai lipti hui
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten|
aaj mujhe teri wo her aada phir yaad aayi
mohabbth ke irade wo tere kasmo-waade
ankit sunhare tane se aateet se mere hai silee hui

ek aur kahani hai aaj phir yaad aai
aachal me simta hua chehra, bahon me bahen
kabhi na bhula pane wali dastan hai dil main basi hui
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten||
_________________________________________________________________________

September 27th, 2007 at 2:06 am
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten
aksar yaad aati hai mujhe, wo haseen mulaqaten
bankar meri parchai, mere daman se hai lipti hui
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten|
aaj mujhe teri wo her aada phir yaad aayi
mohabbth ke irade wo tere kasmo-waade
ankit sunhare tane se aateet se mere hai silee hui
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten|
ek aur kahani hai aaj phir yaad aai
aachal me simta hua chehra, bahon me bahen
kabhi na bhula pane wali dastan hai dil main basi hui
yaade wo meethi yaaden, baate wo teri baaten||
October 17th, 2007 at 4:12 pm
i love u
October 17th, 2007 at 4:46 pm
Me ??
October 18th, 2007 at 11:35 am
ya
October 18th, 2007 at 11:36 am
ya matlab yaadain
October 18th, 2007 at 11:36 am
galib ke sher jo ab nahi rahe
October 18th, 2007 at 6:44 pm
thanx sir!!
Galib ke sher mitaye nahi mit sakte!
February 29th, 2008 at 5:39 pm
hi yaa ali madad
November 24th, 2008 at 10:34 am